Sitaron se aage jahaan aur bhi hain Abhi ishq ke imtehan aur bhi hain Tahi zindagi se nahin yeh fizayenYahaan saikdon karwaan aur bhi hain Khana'at na kar aalam-e-rang-o-bu par Chaman aur bhi aashiyaan aur bhi hain Agar kho gaya ek nasheman to kya ghum Maqamat-e-aah-o-fughaan aur bhi hain Tu shaheen hai parvwaaz hai kaam teraTere saamne aasmaan aur bhi hainIsi roz-o-shab main ulajh kar na rah jaKe tere zameen aur makaan aur bhi hainGaye din ke tanha tha main anjuman meinYahaan ab mere raazdaan aur bhi hainBeyond the stars there are worlds moreOur quest yet has more tests to passThis existence alone does not matterThere are boundless journeys moreDo not rest on what you haveThere are paradises more to exploreWhy worry if you have lost one abodeThere are a million addresses to claimYou are the falcon, your passion is flightAnd you have skies more to transcendLose not yourself in the cycle of days and nightsWithin your reach are feats ever moreGone is the day when I was lonesome in the crowdToday those who resonate my thoughts are more. Mohammad Iqbal Naujawaan ke Naam, Bal-e-Jibraeel, 1908