Premium
This is an archive article published on October 11, 2014

Happy Birthday Amitabh Bachchan: His famous dialogues

As Bollywood legend, Amitabh Bachchan turns 72 today, we remember some of his famous dialogues.

Amitabh Bachchan celebrates his 72nd birthday today (October 11). Amitabh Bachchan celebrates his 72nd birthday today (October 11).

Bollywood’s living legend Amitabh Bachchan,who turned 72 today (October,11,2014),thanked his fans on Twitter for all the love and greetings.

Though we have have loved Big B in all his avatars from Vijay Khanna in ‘Zanjeer’ to Vijay in ‘Roti Kapda Aur Makaan’ to Vijay in ‘Don’ to Vijay Verma in ‘Deewar’ to Vijay Deenanath Chauhan in ‘Agneepath’,here are a few of the famous dialogues from some of his films.

Zanjeer Jab tak baithne ko na kaha jaaye sharafat se khade raho. Yeh police station hai tumhare baap ka ghar nahi.

Story continues below this ad

Deewar Jao pehle us aadmi ka sign le ke aao jisne mera baap ko chor kaha tha; pehle us aadmi ka sign le ke aao jisne meri maa ko gali deke naukri se nikal diya tha; pehle us aadmi ka sign le ke aao jisne mere haath pe ye likh diya tha..ye.. Uske baad.. mere bhai,tum jahan kahoge main wahan sign kar doonga.

Shahenshah Rishte mein to hum tumhare baap lagte hain,naam hai Shahenshah.

Agneepath Pura naam,Vijay Dinanath Chauhan,baap ka naam,Dinanath Chauhan,maa ka naam,Suhasini Chauhan,gaon Mandwa,umar chhattis saal.

Don Don ko pakadna mushkil hi nahin,naamumkin hai.

Coolie Bachpan se hain sar par Allah ka haath,aur Allah Rakha hai mere saath,baazu par hai saat sau chhiyaasi ka billa,bees number ka beedi peeta hoon,kaam karta hoon coolie ka aur naam hai Iqbal.

Story continues below this ad

Kaalia Hum jahan khade ho jaate hain,line wahi se shuru hoti hain.

Namak Halaal I can talk English,I can walk English,I can laugh English because English is a very phunny language. Bhairo becomes Byron because their minds are very narrow!

Mr Natwarlal Arre yeh jeena bhi koi jeena hai,Lallu?

Deewar Aaj mere paas bangla hai,gaadi hai,bank balance hai,kya hae tumhare paas?

Story continues below this ad

Chupke Chupke Gobhi ka phool,phool hokar bhi phool nahi,sabzi hai. Isi tarah gende ka phool,phool hokar phool nahi hai.

Satte Pe Satta Chain khuli ki main khuli ki chain.

Trishul Aaj aapke paas aapki saari daulat sahi lekin aapse bada garib maine zindagi main nahi dekha.

Mard Mard ko dard nahi hota.

Sharaabi Zindagi ka tambu teen bambuo pe khada hai.

Shakti Hamare desh mein kaam dhoondna bhi ek kaam hai.

Story continues below this ad

Mohabbatein Parampara,Pratishtha,Anushasan. Yeh iss Gurukul ke teen stambh hai. Yeh woh aadarsh hain jinse hum aapka aane waala kal banaate hain.

Click here to follow Screen Digital on YouTube and stay updated with the latest from the world of cinema.

Latest Comment
Post Comment
Read Comments
Advertisement
Advertisement
Advertisement
Advertisement